Thursday 5 January 2012

Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata Ho raha hai judaa Dono ka raasta Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna
Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata Ho raha hai judaa Dono ka raasta Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna
Jitni thi khushiyaa Sab kho chuki hai Bas ek gham hai ki jaata nahi Samjha ke dekha behla ke dekha Dil hai ki chain isko aata nahi aata nahi Aansoon hai ke hai angarey [ From: http://www.metrolyrics.com/kabhi-alvida-naa-kehna-lyrics-sonu-nigam-alka-yagnik.html ] Aag hai kab aankhon se behna Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna
Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai Dard ka mausam badla nahi Rang yeh gham ka itna hai gehra Sadiyon main hoga halka nahi Halka nahi Kaun jaane kya hona hai Hum ko hai ab kya kya sehna
Kabhi alvida na kehna Kabhi alvida na kehna
Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata Ho raha hai judaa Dono ka raasta Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna Kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna

No comments:

Post a Comment