Saturday 10 March 2012

Majboor hu teri har baat ke aage ise meri kamzori samajh ya tujhe na khone ka bahana....
Zindagi ne chaha to bohot tujhe per khodene ke dar se tujhe pana na aya.....


Jab hamare kadam zindagi bhar saath chal hi na sakte the to pata nahi itna aage aye hi kyu hum.... Tera kahi kasoor nahi galti to meri hai jab kuchh kar hi nahi sakta tha to haath badhaya kyu....

No comments:

Post a Comment